Sunday, 28 April 2013

(Darkhaast) درخواست

Do you like this post?

Aaj agar  hum tham gaye toh nazar se aabru kijiyega
Befikr,
Beinteha,
Naseeb nawah ho iss kadar alfaaz baiyyan kijiyega...
Masruf inn silsilon ki aad mein,
Kuch shabd lafzon mein baiyyan hon,takaluf kijiyega
 Alam ye gawah woh samah hi kuch tham sa jayega jisme akeli dua sirf shama, shama kehlayegi
Jisme lafz  daiiron se parre,
Shadb kosh heen, vaiyden kehlayenge
Unn kuch lamho ke luft mein aaj dhal jaana hai
Aaj shayad,yahin tham jaana hai...
Bas yehi guftagu fanaa ho,
kuch pal ek yaad mukamal kijiyega,
baaki sab kaatile-dimag ke dariye se fanaa ho, amal dua kehlayegi
Aaj agar hum tham gaye,
toh gawah koi hum nawah na hoga.


1 comment:

  1. Spellbinding.The lyricism of the words almost has a haunting quality to it.Hats Off...

    ReplyDelete